Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lutf aata hai unhen har zulm-e-nau-ijad mein

Zainab Begum Ibrat

lutf aata hai unhen har zulm-e-nau-ijad mein

Zainab Begum Ibrat

MORE BYZainab Begum Ibrat

    lutf aatā hai unheñ har zulm-e-nau-ījād meñ

    chain aatā hai mujhe dard-e-dil-e-nāshād meñ

    dil ko dekhūñ jigar ko ġham-o-andoh ko

    sāz-e-hastī jal rahā hai ab kisī yaad meñ

    jaan muztar dil mukaddar qalb mahzūñ chashm nam

    haa.e kyā kyā ban ga.ī ham par kisī yaad meñ

    lutf aata hai unhen har zulm-e-nau-ijad mein

    chain aata hai mujhe dard-e-dil-e-nashad mein

    dil ko dekhun ya jigar ko ya gham-o-andoh ko

    saz-e-hasti jal raha hai ab kisi ki yaad mein

    jaan muztar dil mukaddar qalb mahzun chashm nam

    hae kya kya ban gai hum par kisi ki yaad mein

    Source:

    Pathan Shayraat ka Tazkira (Pg. 191)

    • Author: Khan Mohammad Atif
      • Edition: 1983
      • Publisher: Khan Mohammad Atif
      • Year of Publication: 1983
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now