Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mahw kar di zehn se gham ne teri taswir bhi

Dil Ayubi

mahw kar di zehn se gham ne teri taswir bhi

Dil Ayubi

MORE BYDil Ayubi

    mahv kar zehn se ġham ne tirī tasvīr bhī

    donoñ dushman haiñ mirī taqdīr bhī tadbīr bhī

    muskurātī hai mirī āñkhoñ meñ aañsū dekh kar

    kis qadar be-dard hai zālim tirī tasvīr bhī

    kis qadar nāzuk hai ehsāsāt aalam ki ishq

    ek nashsha hai lekin zahr bhī iksīr bhī

    in ke dīvānoñ saj-dhaj ko hiqārat se na dekh

    ishq zevar haiñ nādāñ tauq bhī zanjīr bhī

    ai 'dil' us yaad hai goyā usī aa.ina

    muzda-e-jāñ-baḳhsh bhī chaltī huī shamshīr bhī

    mahw kar di zehn se gham ne teri taswir bhi

    donon dushman hain meri taqdir bhi tadbir bhi

    muskuraati hai meri aankhon mein aansu dekh kar

    kis qadar be-dard hai zalim teri taswir bhi

    kis qadar nazuk hai ehsasat ka aalam ki ishq

    ek hi nashsha hai lekin zahr bhi iksir bhi

    in ke diwanon ki saj-dhaj ko hiqarat se na dekh

    ishq ka zewar hain nadan tauq bhi zanjir bhi

    ai 'dil' us ki yaad hai goya usi ka aaina

    muzda-e-jaan-baKHsh bhi chalti hui shamshir bhi

    Source:

    Dil Ayubi (Pg. 124)

    • Author: Dil Ayubi
      • Edition: 1995
      • Publisher: Nazish Book Center Lahore
      • Year of Publication: 1995
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now