Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mai-kade ka nizam tha kya tha

Irshad Ahmad Arshad

mai-kade ka nizam tha kya tha

Irshad Ahmad Arshad

MORE BYIrshad Ahmad Arshad

    mai-kade nizām thā kyā thā

    har koī tishna-kām thā kyā thā

    ik shikāyat thī sab ke hoñToñ par

    sāqiyā terā naam thā kyā thā

    kis ke aane ke muntazir the sabhī

    kis qadar ehtimām thā kyā thā

    us taraf ġhol thā parindoñ

    kuchh rakhā zer-e-dām thā kyā thā

    jis ko mahsūs kar liyā maiñ ne

    vo tirā intiqām thā kyā thā

    mai-kade ka nizam tha kya tha

    har koi tishna-kaam tha kya tha

    ek shikayat thi sab ke honTon par

    saqiya tera nam tha kya tha

    kis ke aane ke muntazir the sabhi

    kis qadar ehtimam tha kya tha

    us taraf ghol tha parindon ka

    kuchh rakha zer-e-dam tha kya tha

    jis ko mahsus kar liya main ne

    wo tera intiqam tha kya tha

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 297)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now