Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mai-kasho mai-kashi ki baat karo

Abdul Majeed Khan Majeed

mai-kasho mai-kashi ki baat karo

Abdul Majeed Khan Majeed

MORE BYAbdul Majeed Khan Majeed

    mai-kasho mai-kashī baat karo

    ranj-o-ġham meñ ḳhushī baat karo

    saarā aalam raqs meñ gum hai

    tum bhī kuchh be-ḳhudī baat karo

    kyoñ udāsī hai aaj mahfil meñ

    ham-nashīñ dil-lagī baat karo

    jo luTā baiThe jaan ulfat meñ

    aise ik aadmī baat karo

    chand lamha sukūn-e-dil to mile

    amn aur āshtī baat karo

    bhuul jaao tamām shikve-gile

    dosto dostī baat karo

    talḳhī-e-zīst ko bhulā ke 'majīd'

    husn aur āshiqī baat karo

    mai-kasho mai-kashi ki baat karo

    ranj-o-gham mein KHushi ki baat karo

    sara aalam hi raqs mein gum hai

    tum bhi kuchh be-KHudi ki baat karo

    kyon udasi hai aaj mahfil mein

    ham-nashin dil-lagi ki baat karo

    jo luTa baiThe jaan ulfat mein

    aise ek aadmi ki baat karo

    chand lamha sukun-e-dil to mile

    amn aur aashti ki baat karo

    bhul jao tamam shikwe-gile

    dosto dosti ki baat karo

    talKHi-e-zist ko bhula ke 'majid'

    husn aur aashiqi ki baat karo

    Source:

    (Pg. 106)

    • Author: Abdul Majeed Khan Majeed
      • Publisher: Isteara Publications, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now