Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main apne panw baDhaun magar kahan aage

Qamar Siddiqi

main apne panw baDhaun magar kahan aage

Qamar Siddiqi

MORE BYQamar Siddiqi

    maiñ apne paañv baḌhā.ūñ magar kahāñ aage

    zamīn ḳhatm huī ab hai āsmāñ aage

    har ek moḌ pe maiñ pūchhtā huuñ us pata

    har ek shaḳhs ye kahtā hai bas vahāñ aage

    bichhaḌte jaate haiñ ahbāb ḳhvāb sūrat

    guzartā jaatā hai yādoñ kārvāñ aage

    bas agle moḌ talak ye saaf manzar hai

    phir us ke ba.ad vahī be-karāñ dhuāñ aage

    main apne panw baDhaun magar kahan aage

    zamin KHatm hui ab hai aasman aage

    har ek moD pe main puchhta hun us ka pata

    har ek shaKHs ye kahta hai bas wahan aage

    bichhaDte jate hain ahbab KHwab ki surat

    guzarta jata hai yaadon ka karwan aage

    bas agle moD talak hi ye saf manzar hai

    phir us ke baad wahi be-karan dhuan aage

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now