aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main bhi kab se chup baiTha hun wo bhi kab se chup baiThi hai

Ameeq Hanafi

main bhi kab se chup baiTha hun wo bhi kab se chup baiThi hai

Ameeq Hanafi

MORE BYAmeeq Hanafi

    maiñ bhī kab se chup baiThā huuñ vo bhī kab se chup baiThī hai

    ye hai visāl rasm anokhī ye milne riit na.ī hai

    vo jab mujh ko dekh rahī thī maiñ ne us ko dekh liyā thā

    bas itnī baat thī lekin baḌhte baḌhte kitne baḌhī hai

    be-sūrat be-jism āvāzeñ andar bhej rahī haiñ havā.eñ

    band haiñ kamre ke darvāze lekin khiḌkī khulī huī hai

    mere ghar chhat ke uupar sūraj aayā chāñd bhī utrā

    chhat ke nīche ke kamroñ jaisī thī auqāt vahī hai

    main bhi kab se chup baiTha hun wo bhi kab se chup baiThi hai

    ye hai visal ki rasm anokhi ye milne ki rit nai hai

    wo jab mujh ko dekh rahi thi main ne us ko dekh liya tha

    bas itni si baat thi lekin baDhte baDhte kitne baDhi hai

    be-surat be-jism aawazen andar bhej rahi hain hawaen

    band hain kamre ke darwaze lekin khiDki khuli hui hai

    mere ghar ki chhat ke upar suraj aaya chand bhi utra

    chhat ke niche ke kamron ki jaisi thi auqat wahi hai

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 633)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now