Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main ek hath teri maut se mila aaya

Sabir Zafar

main ek hath teri maut se mila aaya

Sabir Zafar

MORE BYSabir Zafar

    maiñ ek haath tirī maut se milā aayā

    tire sirhāne agarbattiyāñ jalā aayā

    mahakte baaġh ik ḳhāndān ujaaḌ diyā

    ajal ke haath meñ kyā phuul ke sivā aayā

    tirā ḳhayāl na aayā so terī furqat meñ

    maiñ ro chukā to mire dil ko sabr aayā

    misāl-e-kunj-e-qafas kuchh jagah thī tere qarīb

    maiñ apne naam taḳhtī vahāñ lagā aayā

    makān apnī jagah se haTā huā thā 'zafar'

    na jaane kaun lamha gurez-pā aayā

    main ek hath teri maut se mila aaya

    tere sirhane agarbattiyan jala aaya

    mahakte bagh sa ek KHandan ujaD diya

    ajal ke hath mein kya phul ke siwa aaya

    tera KHayal na aaya so teri furqat mein

    main ro chuka to mere dil ko sabr sa aaya

    misal-e-kunj-e-qafas kuchh jagah thi tere qarib

    main apne nam ki taKHti wahan laga aaya

    makan apni jagah se haTa hua tha 'zafar'

    na jaane kaun sa lamha gurez-pa aaya

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    main ek hath teri maut se mila aaya Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now