Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main na hone se hua yani baDi taqsir ki

Ahmad Ata

main na hone se hua yani baDi taqsir ki

Ahmad Ata

MORE BYAhmad Ata

  maiñ na hone se huā ya.anī baḌī taqsīr

  kīmiyā-gar ne mirī miTī magar iksīr

  un dinoñ aayā thā jab hausla darkār thā

  ḳhair ho terī ki ne tīrgī tanvīr

  aur sochā aur sochā aur sochā aur phir

  us ḳhudā-e-lam-yazal ne aur taqdīr

  āshiqāñ suniye ba-gosh-e-hosh merī dāstāñ

  dāstāñ kuchh bhī nahīñ yāroñ ne bas tash.hīr

  maiñ to miTTī ho rahā thā ishq meñ lekin 'atā'

  aa ga.ī mujh meñ kahīñ se be-dimāġhī 'mīr'

  main na hone se hua yani baDi taqsir ki

  kimiya-gar ne meri miTi magar iksir ki

  un dinon aaya tha tu jab hausla darkar tha

  KHair ho teri ki tu ne tirgi tanwir ki

  aur socha aur socha aur socha aur phir

  us KHuda-e-lam-yazal ne aur hi taqdir ki

  aashiqan suniye ba-gosh-e-hosh meri dastan

  dastan kuchh bhi nahin yaron ne bas tashhir ki

  main to miTTi ho raha tha ishq mein lekin 'ata'

  aa gai mujh mein kahin se be-dimaghi 'mir' ki

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now