Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

maine sanson se guftugu ki hai

Jagdish Prakash

maine sanson se guftugu ki hai

Jagdish Prakash

MORE BYJagdish Prakash

    maiñ ne sāñsoñ se guftugū hai

    saath chalne aarzū hai

    gum-shuda vaqt ke musāfir ko

    phir se paane justujū hai

    zañg-ḳhurda hayāt kyā zikr

    baat lamhoñ aabrū hai

    ḳhud meñ ḳhud ko talāsh karne

    maiñ ne koshish chahār-sū hai

    main ne sanson se guftugu ki hai

    sath chalne ki aarzu ki hai

    gum-shuda waqt ke musafir ko

    phir se pane ki justuju ki hai

    zang-KHurda hayat ka kya zikr

    baat lamhon ki aabru ki hai

    KHud mein KHud ko talash karne ki

    main ne koshish chahaar-su ki hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now