Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

masale mahrumiyan be-kaifiyan

Abrar Azmi

masale mahrumiyan be-kaifiyan

Abrar Azmi

MORE BYAbrar Azmi

    mas.ale mahrūmiyāñ be-kaifiyāñ

    sard coffē jalte cigarette restaurant

    muztarib mauhūm maḳhfī ik ḳhalish

    bā'is-e-barbādī-o-ārām-e-jāñ

    tanz istehzā tamasḳhur barmalā

    lagtā hai vo bhī thā merā rāz-dāñ

    surḳh chehre pyāsī āñkheñ zard jism

    āj-kal miltī haiñ kaisī laḌkiyāñ

    masale mahrumiyan be-kaifiyan

    sard coffee jalte cigarette restaurant

    muztarib mauhum maKHfi ek KHalish

    ba'is-e-barbaadi-o-aram-e-jaan

    tanz istehza tamasKHur barmala

    lagta hai wo bhi tha mera raaz-dan

    surKH chehre pyasi aankhen zard jism

    aaj-kal milti hain kaisi laDkiyan

    Source:

    Tehreek Bis sala intekhab Number (Pg. 304)

      • Publisher: Gopal Mittal
      • Year of Publication: 1953
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now