Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mata-e-hosh kho baiThe mata-e-dil luTa baiThe

Iqbal Umar

mata-e-hosh kho baiThe mata-e-dil luTa baiThe

Iqbal Umar

MORE BYIqbal Umar

    matā-e-hosh kho baiThe matā-e-dil luTā baiThe

    ham un ke paas aa baiThe ki un se duur baiThe

    yahāñ bhī zindagī dhuup aksar aa jaatī hai

    tirī zulfoñ ke saa.e meñ koī baiThe to kyā baiThe

    vo kaisā dard kis justujū kis tamanna thī

    chaman ko chhoḌ kar ai dil jo vīrāne meñ aa baiThe

    unheñ to aur bhī kuchh kaam hoñge zindagānī meñ

    hameñ bazm-e-tamannā sajānā thī sajā baiThe

    mata-e-hosh kho baiThe mata-e-dil luTa baiThe

    hum un ke pas aa baiThe ki un se dur ja baiThe

    yahan bhi zindagi ki dhup aksar aa hi jati hai

    teri zulfon ke sae mein koi baiThe to kya baiThe

    wo kaisa dard kis ki justuju kis ki tamanna thi

    chaman ko chhoD kar ai dil jo virane mein aa baiThe

    unhen to aur bhi kuchh kaam honge zindagani mein

    hamein bazm-e-tamanna hi sajaana thi saja baiThe

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now