Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere jigar ke dard ka chaara kab aaega

Siraj Aurangabadi

mere jigar ke dard ka chaara kab aaega

Siraj Aurangabadi

MORE BYSiraj Aurangabadi

    mere jigar ke dard chārā kab aa.egā

    yak-bār ho gayā hai dobārā kab aa.egā

    putliyāñ mire nayan ke jharoke meñ baiTh kar

    bekal ho jhāñktī hai piyārā kab aa.egā

    us mushtarī-jabīñ mujhe ġham huā zuhal

    taale mire nek sitārā kab aa.egā

    murjhā rahī hai dil kalī ġham dhuup meñ

    gulzār-e-dilbarī hazārā kab aa.egā

    hai shaad apne phuul siiñ har bulbul ai 'sirāj'

    vo yār-e-nau-bahār hamārā kab aa.egā

    mere jigar ke dard ka chaara kab aaega

    yak-bar ho gaya hai dobara kab aaega

    putliyan mere nayan ke jharoke mein baiTh kar

    bekal ho jhankti hai piyara kab aaega

    us mushtari-jabin ka mujhe gham hua zuhal

    tale mere ka nek sitara kab aaega

    murjha rahi hai dil ki kali gham ki dhup mein

    gulzar-e-dilbari ka hazara kab aaega

    hai shad apne phul sin har bulbul ai 'siraj'

    wo yar-e-nau-bahaar hamara kab aaega

    Source:

    Kulliyat-e-Siraj (Pg. 282)

    • Author: Siraj Aurangabadi
      • Edition: 1982,1998
      • Publisher: Qaumi Council Baraye-Farogh Urdu
      • Year of Publication: 1982,1998
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now