Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere KHwabon ka kabhi jab aasman raushan hua

Zaki Tariq

mere KHwabon ka kabhi jab aasman raushan hua

Zaki Tariq

MORE BYZaki Tariq

  mere ḳhvāboñ kabhī jab āsmāñ raushan huā

  rahguzār-e-shauq ek ik nishāñ raushan huā

  ajnabī ḳhushbū aahaT se mahak uTThā badan

  qahqahoñ ke lams se ḳhauf-e-ḳhizāñ raushan huā

  phir mire sar se tayaqqun parinda uḌ gayā

  phir mire ehsās meñ tāza-gumāñ raushan huā

  jaane kitnī gardanoñ ho ga.iiñ sham'eñ qalam

  tab kahīñ kar ye tiira ḳhāk-dāñ raushan huā

  shahr meñ zindāñ the jitne sab munavvar ho ga.e

  kis jagah dil ko jalāyā thā kahāñ raushan huā

  jal gayā jab yaas ke sho'loñ se saarā tan 'zakī'

  tab kahīñ ummīd dhuñdlā nishāñ raushan huā

  mere KHwabon ka kabhi jab aasman raushan hua

  rahguzar-e-shauq ka ek ek nishan raushan hua

  ajnabi KHushbu ki aahaT se mahak uTTha badan

  qahqahon ke lams se KHauf-e-KHizan raushan hua

  phir mere sar se tayaqqun ka parinda uD gaya

  phir mere ehsas mein taza-guman raushan hua

  jaane kitni gardanon ki ho gain sham'en qalam

  tab kahin ja kar ye tera KHak-dan raushan hua

  shahr mein zindan the jitne sab munawwar ho gae

  kis jagah dil ko jalaya tha kahan raushan hua

  jal gaya jab yas ke sho'lon se sara tan 'zaki'

  tab kahin ummid ka dhundla nishan raushan hua

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Zaki Tariq

  Zaki Tariq

  RECITATIONS

  Zaki Tariq

  Zaki Tariq,

  Zaki Tariq

  mere KHwabon ka kabhi jab aasman raushan hua Zaki Tariq

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now