Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri har soch mein poshida kahani uski

Anwar Anjum

meri har soch mein poshida kahani uski

Anwar Anjum

MORE BYAnwar Anjum

    merī har soch meñ poshīda kahānī us

    sach batā.ūñ to huuñ ḳhud maiñ bhī nishānī us

    us ko isrār ki nazdīk na aa.uuñ us ke

    mujh pe kuchh aisā fusūñ ek na maanī us

    mujh se miltā hai to yuuñ jaise na ho muñh meñ zabāñ

    aur mahfil meñ koī dekhe ravānī us

    ghar tirā laakh purānā sahī lekin 'anjum'

    dekh tasvīr na ho jaa.e purānī us

    meri har soch mein poshida kahani us ki

    sach bataun to hun KHud main bhi nishani us ki

    us ko israr ki nazdik na aaun us ke

    mujh pe kuchh aisa fusun ek na mani us ki

    mujh se milta hai to yun jaise na ho munh mein zaban

    aur mahfil mein koi dekhe rawani us ki

    ghar tera lakh purana sahi lekin 'anjum'

    dekh taswir na ho jae purani us ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now