Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mila hai jab bhi wo mujhse to ajnabi ki tarah

Shakir Khaliq

mila hai jab bhi wo mujhse to ajnabi ki tarah

Shakir Khaliq

MORE BYShakir Khaliq

    milā hai jab bhī vo mujh se to ajnabī tarah

    kabhī kisī tarah aur kabhī kisī tarah

    jo apnī zaat se niklā hai āgahī tarah

    vo āsmān pe chamkā hai raushnī tarah

    bahār-o-nik.hat-e-gul DhūñDte ho gulshan meñ

    fareb-ḳhurda ho tum bīsvīñ sadī tarah

    bisāt-e-zīst lapeTo ki maat khaa.e ho

    mare na maut koī aisī zindagī tarah

    is ehtimām se kahiye agar ġhazal kahiye

    ki koī husn nahīñ husn-e-sādgī tarah

    mila hai jab bhi wo mujh se to ajnabi ki tarah

    kabhi kisi ki tarah aur kabhi kisi ki tarah

    jo apni zat se nikla hai aagahi ki tarah

    wo aasman pe chamka hai raushni ki tarah

    bahaar-o-nikhat-e-gul DhunDte ho gulshan mein

    fareb-KHurda ho tum biswin sadi ki tarah

    bisat-e-zist lapeTo ki mat khae ho

    mare na maut koi aisi zindagi ki tarah

    is ehtimam se kahiye agar ghazal kahiye

    ki koi husn nahin husn-e-sadgi ki tarah

    Source:

    (Pg. 135)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now