Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mila hai wo mujhe dil ki badaulat

Yaqoob Saqi

mila hai wo mujhe dil ki badaulat

Yaqoob Saqi

MORE BYYaqoob Saqi

    milā hai vo mujhe dil badaulat

    ye āsānī hai mushkil badaulat

    mujhe kuchh sīpiyāñ haath aa ga.ī haiñ

    kisī ḳhāmosh sāhil badaulat

    tajassus aarzū manzil ba-dāmāñ

    mirī manzil hai manzil badaulat

    tilāvat meñ tabī.at lag rahī hai

    ḳhudā shukr ik til badaulat

    dar-o-dīvār-e-zindāñ jānte haiñ

    mujhe tauq-o-salāsil badaulat

    mila hai wo mujhe dil ki badaulat

    ye aasani hai mushkil ki badaulat

    mujhe kuchh sipiyan hath aa gai hain

    kisi KHamosh sahil ki badaulat

    tajassus aarzu manzil ba-daman

    meri manzil hai manzil ki badaulat

    tilawat mein tabiat lag rahi hai

    KHuda ka shukr ek til ki badaulat

    dar-o-diwar-e-zindan jaante hain

    mujhe tauq-o-salasil ki badaulat

    Source:

    Mausamon Ka Nuzool (Pg. 45)

    • Author: Yaqoob Saqi
      • Publisher: Surkhab Publications, Bhopal
      • Year of Publication: 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now