Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mili rah wo ki farar ka na pata chala

Ghulam Murtaza Rahi

mili rah wo ki farar ka na pata chala

Ghulam Murtaza Rahi

MORE BYGhulam Murtaza Rahi

    milī raah vo ki farār na pata chalā

    uḌā sañg se to sharār na pata chalā

    jo khiñche khiñche mujhe lag rahe the yahāñ vahāñ

    kisī ek aise hisār na pata chalā

    rahā jaate jaate na dekh sakne ġham hameñ

    vo ġhubār uThā ki savār na pata chalā

    rahī hijr meñ jo ik ek pal ḳhabar mujhe

    to visāl meñ shab-e-tār na pata chalā

    ka.ī mausamoñ se talāsh meñ hai mirī nazar

    kisī gulsitāñ se bahār na pata chalā

    mili rah wo ki farar ka na pata chala

    uDa sang se to sharar ka na pata chala

    jo khinche khinche mujhe lag rahe the yahan wahan

    kisi ek aise hisar ka na pata chala

    raha jate jate na dekh sakne ka gham hamein

    wo ghubar uTha ki sawar ka na pata chala

    rahi hijr mein jo ek ek pal ki KHabar mujhe

    to visal mein shab-e-tar ka na pata chala

    kai mausamon se talash mein hai meri nazar

    kisi gulsitan se bahaar ka na pata chala

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now