Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere aasan se lahje ki mushkil kaun samjhega

Sunil Kumar Jashn

mere aasan se lahje ki mushkil kaun samjhega

Sunil Kumar Jashn

MORE BYSunil Kumar Jashn

    mire āsān se lahje mushkil kaun samjhegā

    usī patthar meñ hai maujūd ik dil kaun samjhegā

    udāsī ke sivā rahne khañDar meñ kaun aa.egā

    dil-e-vīrāñ vīrānī ko mahfil kaun samjhegā

    nahīñ hotā vahāñ par bhī jahāñ hotā huuñ maiñ aksar

    na honā hai mire hone meñ shāmil kaun samjhegā

    musībat ghaḌī meñ kaam apne to aate haiñ

    agar nahīñ samjhā to ai dil kaun samjhegā

    hazāroñ chāhne vāloñ meñ us ke ek maiñ bhī huuñ

    ujāloñ meñ bhalā jugnū jhilmil kaun samjhegā

    mere aasan se lahje ki mushkil kaun samjhega

    usi patthar mein hai maujud ek dil kaun samjhega

    udasi ke siwa rahne khanDar mein kaun aaega

    dil-e-viran ki virani ko mahfil kaun samjhega

    nahin hota wahan par bhi jahan hota hun main aksar

    na hona hai mere hone mein shamil kaun samjhega

    musibat ki ghaDi mein kaam apne hi to aate hain

    agar tu hi nahin samjha to ai dil kaun samjhega

    hazaron chahne walon mein us ke ek main bhi hun

    ujalon mein bhala jugnu ki jhilmil kaun samjhega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now