Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere guman se bhi unchi uDan tak pahunchi

Hilal Badayuni

mere guman se bhi unchi uDan tak pahunchi

Hilal Badayuni

MORE BYHilal Badayuni

    mire gumāñ se bhī ūñchī uḌaan tak pahuñchī

    mirī ġhazal zamīñ āsmān tak pahuñchī

    vo baat jis ḳhabar tak na thī zamāne ko

    tumhārī vaj.h se duniyā ke kaan tak pahuñchī

    tasavvurāt imdād ho ga.ī hāsil

    tumhāre vasl hasrat uḌaan tak pahuñchī

    hamāre ishq ta.alīm nā-mukammal thī

    magar hamārī vafā imtihān tak pahuñchī

    'hilāl' aur ziyāda ho terā zor-e-qalam

    ye shā.erī tirī dil zabān tak pahuñchī

    mere guman se bhi unchi uDan tak pahunchi

    meri ghazal ki zamin aasman tak pahunchi

    wo baat jis ki KHabar tak na thi zamane ko

    tumhaari wajh se duniya ke kan tak pahunchi

    tasawwuraat ki imdad ho gai hasil

    tumhaare wasl ki hasrat uDan tak pahunchi

    hamare ishq ki talim na-mukammal thi

    magar hamari wafa imtihan tak pahunchi

    'hilal' aur ziyaada ho tera zor-e-qalam

    ye shaeri teri dil ki zaban tak pahunchi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now