Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere lafzon ko KHayalon se jila deta hai

Fariha Naqvi

mere lafzon ko KHayalon se jila deta hai

Fariha Naqvi

MORE BYFariha Naqvi

    mire lafzoñ ko ḳhayāloñ se jilā detā hai

    kaun hai vo jo mujhe mujh se milā detā hai

    jab bhī guzre mire āñgan se vafā mausam

    terī chāhat nayā phuul khilā detā hai

    us se ḳhalvat meñ mulāqāt aalam kyā ho

    jo nigāhoñ se sar-e-bazm pilā detā hai

    maiñ muāfī to use de duuñ magar sach ye hai

    jhuuT har rishte buniyād hilā detā hai

    mere lafzon ko KHayalon se jila deta hai

    kaun hai wo jo mujhe mujh se mila deta hai

    jab bhi guzre mere aangan se wafa ka mausam

    teri chahat ka naya phul khila deta hai

    us se KHalwat mein mulaqat ka aalam kya ho

    jo nigahon se sar-e-bazm pila deta hai

    main muafi to use de dun magar sach ye hai

    jhuT har rishte ki buniyaad hila deta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now