Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri zaban pe nae zaiqon ke phal likh de

Bashir Badr

meri zaban pe nae zaiqon ke phal likh de

Bashir Badr

MORE BYBashir Badr

    mirī zabāñ pe na.e zā.iqoñ ke phal likh de

    mire ḳhudā mire naam ik ġhazal likh de

    maiñ chāhtā huuñ ye duniyā vo chāhtā hai mujhe

    ye mas.ala baḌā nāzuk hai koī hal likh de

    ye aaj jis hai us naam ko mubārak ho

    mirī jabīñ pe mire āñsuoñ se kal likh de

    havā tarah maiñ betāb huuñ ki shāḳh-e-gulāb

    jo regzāroñ pe tālāb ke kañval likh de

    maiñ ek lamhe meñ duniyā sameT saktā huuñ

    kab milegā akele meñ ek pal likh de

    meri zaban pe nae zaiqon ke phal likh de

    mere KHuda tu mere nam ek ghazal likh de

    main chahta hun ye duniya wo chahta hai mujhe

    ye masala baDa nazuk hai koi hal likh de

    ye aaj jis ka hai us nam ko mubarak ho

    meri jabin pe mere aansuon se kal likh de

    hawa ki tarah main betab hun ki shaKH-e-gulab

    jo regzaron pe talab ke kanwal likh de

    main ek lamhe mein duniya sameT sakta hun

    tu kab milega akele mein ek pal likh de

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now