Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

misal-e-shabnam gul aazma rahi hai mujhe

Jawed Manzar

misal-e-shabnam gul aazma rahi hai mujhe

Jawed Manzar

MORE BYJawed Manzar

    misāl-e-shabnam gul aazmā rahī hai mujhe

    tire ḳhayāl ḳhushbū bulā rahī hai mujhe

    nigah meñ samt girah meñ bhī zar rahā lekin

    mirī malāl-nigāhī miTā rahī hai mujhe

    tujhe bhulā.ūñ ki maiñ ḳhud ko bhuul jā.ūñ yahāñ

    ḳhayāl-o-ḳhvāb duniyā satā rahī hai mujhe

    maiñ bhuuk pyaas se behāl ho ke sochtā huuñ

    ḳhushī muzhda qazā kyoñ sunā rahī hai mujhe

    tamām ramish-o-rañg us ke saath haiñ 'manzar'

    to is jahān se raġhbat kyā rahī hai mujhe

    misal-e-shabnam gul aazma rahi hai mujhe

    tere KHayal ki KHushbu bula rahi hai mujhe

    nigah mein samt girah mein bhi zar raha lekin

    meri malal-nigahi miTa rahi hai mujhe

    tujhe bhulaun ki main KHud ko bhul jaun yahan

    KHayal-o-KHwab ki duniya sata rahi hai mujhe

    main bhuk pyas se behaal ho ke sochta hun

    KHushi ka muzhda qaza kyon suna rahi hai mujhe

    tamam ramish-o-rang us ke sath hain 'manzar'

    to is jahan se raghbat hi kya rahi hai mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now