Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat mein bhi nafrat aa gai thi

Nasir Maroof

mohabbat mein bhi nafrat aa gai thi

Nasir Maroof

MORE BYNasir Maroof

    mohabbat meñ bhī nafrat aa ga.ī thī

    mohabbat thī nahīñ ye dil-lagī thī

    huā thā ishq us ko bhī kisī se

    zabāñ ḳhāmosh sūrat boltī thī

    talab furqat baḌhtī rahī hai

    tire ġham ajab raushnī thī

    mirā maazī thā achchhā nahīñ thā

    ye sab sab ināyat aap thī

    tazabzub fazā meñ khap gayā huuñ

    purānā ghar thā lekin rah na.ī thī

    usī ke haath meñ chāroñ the ikke

    ye baazī zindagī āḳhirī thī

    uThā kar ghūmtā thā bojh apnā

    mayassar kyoñ vafā meñ bebasī thī

    kiyā inkār us ne faisle se

    mohabbat us 'nāsir' sarsarī thī

    mohabbat mein bhi nafrat aa gai thi

    mohabbat thi nahin ye dil-lagi thi

    hua tha ishq us ko bhi kisi se

    zaban KHamosh surat bolti thi

    talab furqat ki baDhti ja rahi hai

    tere gham ki ajab si raushni thi

    mera mazi tha achchha ya nahin tha

    ye sab ki sab inayat aap ki thi

    tazabzub ki faza mein khap gaya hun

    purana ghar tha lekin rah nai thi

    usi ke hath mein chaaron the ikke

    ye bazi zindagi ki aaKHiri thi

    uTha kar ghumta tha bojh apna

    mayassar kyon wafa mein bebasi thi

    kiya inkar us ne faisle se

    mohabbat us ki 'nasir' sarsari thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now