Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muddai KHud hai KHun-e-bismil ki

Maikash Akbarabadi

muddai KHud hai KHun-e-bismil ki

Maikash Akbarabadi

MORE BYMaikash Akbarabadi

    mudda.ī ḳhud hai ḳhūn-e-bismil

    uf vo nīchī nigāh qātil

    tum ne kyoñ naaz se mujhe dekhā

    ab mujhī par nazar hai mahfil

    mere rone pe ro diye vo bhī

    bad-gumānī nikal ga.ī dil

    ai zahe dil ki un ḳhalvat meñ

    yaad hotī rahī mire dil

    tujh se milne se ai sarāpā naaz

    vahshateñ aur baḌh ga.iiñ dil

    ḳhaak chhūTegā ishq ab 'maikash'

    ibtidā bigaḌ ga.ī dil

    muddai KHud hai KHun-e-bismil ki

    uf wo nichi nigah qatil ki

    tum ne kyon naz se mujhe dekha

    ab mujhi par nazar hai mahfil ki

    mere rone pe ro diye wo bhi

    bad-gumani nikal gai dil ki

    ai zahe dil ki un ki KHalwat mein

    yaad hoti rahi mere dil ki

    tujh se milne se ai sarapa naz

    wahshaten aur baDh gain dil ki

    KHak chhuTega ishq ab 'maikash'

    ibtida hi bigaD gai dil ki

    Source:

    Harf-e-Tamanna (Pg. 125)

    • Author: Maikash Akbarabadi
      • Publisher: Azizi Press
      • Year of Publication: 1955
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now