Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhse mil kar KHud ko kya paega tu

Chandrabhan Khayal

mujhse mil kar KHud ko kya paega tu

Chandrabhan Khayal

MORE BYChandrabhan Khayal

    Interesting Fact

    1981

    mujh se mil kar ḳhud ko kyā pā.egā

    aur tanhā ho ke rah jā.egā

    ye ThiThurtī dhuup hai is dhuup meñ

    kaise apnā ḳhuun garmā.egā

    haDDiyoñ dard piinā hai to

    varna saarī umr pachhtā.egā

    saañp ke bil meñ na kar amrit talāsh

    yuuñ to ḳhud ko bhī gañvā aa.egā

    terī parchhā.īñ simaTtī jā.egī

    jaise jaise phailtā jā.egā

    terā patthar jism ho jā.egā chuur

    jab kisī shīshe se Takrā.egā

    yuuñ na ghoñT un sañg-rezo ke gale

    ḳhud shikār-e-sañg ho jā.egā

    mujh se mil kar KHud ko kya paega tu

    aur tanha ho ke rah jaega tu

    ye ThiThurti dhup hai is dhup mein

    kaise apna KHun garmaega tu

    haDDiyon ka dard pina hai to pi

    warna sari umr pachhtaega tu

    sanp ke bil mein na kar amrit talash

    yun to KHud ko bhi ganwa aaega tu

    teri parchhain simaTti jaegi

    jaise jaise phailta jaega tu

    tera patthar jism ho jaega chur

    jab kisi shishe se Takraega tu

    yun na ghonT un sang-rezo ke gale

    KHud shikar-e-sang ho jaega tu

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now