Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhe batlaiye ab kaun si jine ki surat hai

Afzal Minhas

mujhe batlaiye ab kaun si jine ki surat hai

Afzal Minhas

MORE BYAfzal Minhas

    mujhe batlā.īye ab kaun jiine sūrat hai

    zamāna is ghane jañgal meñ ik chīte sūrat hai

    bikharte jism le kar tund tūfānoñ meñ baiThe haiñ

    koī zarre sūrat hai koī Tiile sūrat hai

    churā laayā thā āñkhoñ meñ jo ik tasvīr duniyā

    vo ab sahrā meñ ik sahme hue bachche sūrat hai

    mirī tahrīr ke har lafz meñ zinda haiñ āvāzeñ

    magar hairān huuñ chehra mirā katbe sūrat hai

    ye kaisī aag hai 'afzal' jale saa.e bhī peḌoñ ke

    dhueñ meñ kis taraf jā.ūñ ajab raste sūrat hai

    mujhe batlaiye ab kaun si jine ki surat hai

    zamana is ghane jangal mein ek chite ki surat hai

    bikharte jism le kar tund tufanon mein baiThe hain

    koi zarre ki surat hai koi Tile ki surat hai

    chura laya tha aankhon mein jo ek taswir duniya ki

    wo ab sahra mein ek sahme hue bachche ki surat hai

    meri tahrir ke har lafz mein zinda hain aawazen

    magar hairan hun chehra mera katbe ki surat hai

    ye kaisi aag hai 'afzal' jale sae bhi peDon ke

    dhuen mein kis taraf jaun ajab raste ki surat hai

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 703)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now