Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujrimon par nigah-e-lutf-e-zamana dekhun

Shafiq Ahmad

mujrimon par nigah-e-lutf-e-zamana dekhun

Shafiq Ahmad

MORE BYShafiq Ahmad

    mujrimoñ par nigah-e-lutf-e-zamāna dekhūñ

    be-gunāhoñ ko maiñ zālim nishāna dekhūñ

    merī nazreñ to bulandī taraf rahtī haiñ

    hai shāhīn mirā terā Thikānā dekhūñ

    uf vo āñkheñ ki sitāre simaT aa.eñ jin meñ

    haa.e vo chaal ki pāmāl zamāna dekhūñ

    yaas meñ Duubī huī shaam tanhā.ī meñ

    maiñ dabe paañv tirī yaad aanā dekhūñ

    pech-o-ḳham jism ke ḳhud da.avat-e-nazzāra haiñ

    in moḌoñ meñ utarne bahāna dekhūñ

    mujrimon par nigah-e-lutf-e-zamana dekhun

    be-gunahon ko main zalim ka nishana dekhun

    meri nazren to bulandi ki taraf rahti hain

    tu hai shahin mera tera Thikana dekhun

    uf wo aankhen ki sitare simaT aaen jin mein

    hae wo chaal ki pamal zamana dekhun

    yas mein Dubi hui sham ki tanhai mein

    main dabe panw teri yaad ka aana dekhun

    pech-o-KHam jism ke KHud dawat-e-nazzara hain

    in hi moDon mein utarne ka bahana dekhun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now