Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

munh jo dekhe aaina gar kanch ka

Aajiz Hengan Ghati

munh jo dekhe aaina gar kanch ka

Aajiz Hengan Ghati

MORE BYAajiz Hengan Ghati

    muñh jo dekhe ā.īna gar kāñch

    muskurā uTThe muqaddar kāñch

    bhuul jā.ūñgā maiñ apne aap ko

    'aks pahchānegā jo har kāñch

    pattharoñ hai nasība auj par

    le ga.ī tahzīb jhūmar kāñch

    haath se bachche ke patthar chhīn lo

    aadmī hai mere andar kāñch

    wiper ke raqs se 'ājiz' use

    faiz pahuñchā zindagī bhar kāñch

    munh jo dekhe aaina gar kanch ka

    muskura uTThe muqaddar kanch ka

    bhul jaunga main apne aap ko

    'aks pahchanega jo har kanch ka

    pattharon ka hai nasiba auj par

    le gai tahzib jhumar kanch ka

    hath se bachche ke patthar chhin lo

    aadmi hai mere andar kanch ka

    wiper ke raqs se 'ajiz' use

    faiz pahuncha zindagi bhar kanch ka

    Source:

    Widrabh mein Jadeed Urdu Shairi: Ek Motala (Pg. 72)

      • Publisher: Mohammad Azhar Hayat
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now