Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na chhoD zid magar isko ana ka nam na de

Anwar Shamim Anwar

na chhoD zid magar isko ana ka nam na de

Anwar Shamim Anwar

MORE BYAnwar Shamim Anwar

    na chhoḌ zid magar is ko anā naam na de

    ye ek but hai but ko ḳhudā naam na de

    gila nahīñ mujhe terī munāfiqat magar

    munāfiqat ko ḳhulūs-e-vafā naam na de

    qubūl tark-e-ta.alluq bhī hai hameñ lekin

    is sitam ko hamārī razā naam na de

    ik aarzū hai ta.alluq bahāl karne

    is aarzū ko mirī iltijā naam na de

    jo tere zulm-o-sitam par ḳhamosh hai 'anvar'

    to apne zulm-o-sitam ko sazā naam na de

    na chhoD zid magar is ko ana ka nam na de

    ye ek but hai tu but ko KHuda ka nam na de

    gila nahin mujhe teri munafiqat ka magar

    munafiqat ko KHulus-e-wafa ka nam na de

    qubul tark-e-talluq bhi hai hamein lekin

    tu is sitam ko hamari raza ka nam na de

    ek aarzu hai talluq bahaal karne ki

    is aarzu ko meri iltija ka nam na de

    jo tere zulm-o-sitam par KHamosh hai 'anwar'

    to apne zulm-o-sitam ko saza ka nam na de

    Source:

    Khud Shikastagi (Pg. 75)

    • Author: Anwar Shamim Anwar
      • Publisher: Kokan Urdu Writers Guild, Kenya
      • Year of Publication: 2000
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now