Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na jaane nikle baDe log hain kahan ki taraf

vatsal rohilla

na jaane nikle baDe log hain kahan ki taraf

vatsal rohilla

MORE BYvatsal rohilla

    na jaane nikle baḌe log haiñ kahāñ taraf

    zamīñ baat hai aur aañkh āsmāñ taraf

    jahān vaale sabhī thak ga.e falak takte

    ḳhudā kabhī bhī to dekhā kar jahāñ taraf

    mare baġhair mirā bebasī se marnā ho jaa.e

    chalā hai tiir kisī mirī kamāñ taraf

    tujhe hisāb de duuñ ne kitnā qatl kiyā

    farishta ban ke chale aa kabhī yahāñ taraf

    hai nāzukī ne bhī talvār taan 'vatsal'

    ye lafz-e-ishq chalā aayā jo zabāñ taraf

    na jaane nikle baDe log hain kahan ki taraf

    zamin ki baat hai aur aankh aasman ki taraf

    jahan wale sabhi thak gae falak takte

    KHuda kabhi tu bhi to dekha kar jahan ki taraf

    mare baghair mera bebasi se marna ho jae

    chala hai tir kisi ka meri kaman ki taraf

    tujhe hisab de dun tu ne kitna qatl kiya

    farishta ban ke chale aa kabhi yahan ki taraf

    hai nazuki ne bhi talwar tan di 'watsal'

    ye lafz-e-ishq chala aaya jo zaban ki taraf

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now