Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na kal hi badla na aaj badla

Rasheed Akhtar

na kal hi badla na aaj badla

Rasheed Akhtar

MORE BYRasheed Akhtar

    na kal badlā na aaj badlā

    na zindagī mizāj badlā

    vahī sitam haiñ vahī haiñ zālim

    na aaj tak sāmrāj badlā

    vahī imārat vahī hai ġhurbat

    na un ye imtizāj badlā

    vahī haiñ fir.aun aur hitler

    na taḳht badlā na taaj badlā

    vahī hai bandish mohabbatoñ par

    na aaj tak ye samāj badlā

    na kal hi badla na aaj badla

    na zindagi ka mizaj badla

    wahi sitam hain wahi hain zalim

    na aaj tak samraj badla

    wahi imarat wahi hai ghurbat

    na un ka ye imtizaj badla

    wahi hain firaun aur hitler

    na taKHt badla na taj badla

    wahi hai bandish mohabbaton par

    na aaj tak ye samaj badla

    Source:

    Parinde Sochte Hain (Pg. 69)

    • Author: Rasheed Akhtar
      • Publisher: Madhya Pradesh Urdu Academy, Bhopal
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now