Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na shar us ka na hai shamshir uski

Sayyad Safdar Raza Khandvi

na shar us ka na hai shamshir uski

Sayyad Safdar Raza Khandvi

MORE BYSayyad Safdar Raza Khandvi

    na shar us na hai shamshīr us

    lagī hai daav par taqdīr us

    sar-e-maqtal na dīvāne ko chheḌo

    sharar-angez hai zanjīr us

    jo likh kar ho gayā ġharqāb-e-tūfāñ

    ravāñ hai ret par tahrīr us

    mahakte ḳhat haiñ murjhā.e hue gul

    yahī hai paas ab jāgīr us

    vo bijlī phuul shabnam aur sitāra

    musavvir khīñch le tasvīr us

    maiñ muḌ ke jab bhī pīchhe dekhtā huuñ

    nazar aatī hai bas tanvīr us

    maiñ yādoñ ke sahāre rahā huuñ

    inhī yādoñ meñ hai tasvīr us

    'razā' dekhā hai tum ne ḳhvāb shāyad

    bahut mushkil hai ab ta.abīr us

    na shar us ka na hai shamshir us ki

    lagi hai daw par taqdir us ki

    sar-e-maqtal na diwane ko chheDo

    sharar-angez hai zanjir us ki

    jo likh kar ho gaya gharqab-e-tufan

    rawan hai ret par tahrir us ki

    mahakte KHat hain murjhae hue gul

    yahi hai pas ab jagir us ki

    wo bijli phul shabnam aur sitara

    musawwir khinch le taswir us ki

    main muD ke jab bhi pichhe dekhta hun

    nazar aati hai bas tanwir us ki

    main yaadon ke sahaare ji raha hun

    inhi yaadon mein hai taswir us ki

    'raza' dekha hai tum ne KHwab shayad

    bahut mushkil hai ab tabir us ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now