Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na tera ai nigar behtar hai

Qurbi Velori

na tera ai nigar behtar hai

Qurbi Velori

MORE BYQurbi Velori

    na tirā ai nigār behtar hai

    ruḳh pe lahu nikhār behtar hai

    kyā haqīqī o kyā majāzī ho.e

    ishq kārobār behtar hai

    ḳhirman-e-aql ke jalāne kuuñ

    ishq yak sharār behtar hai

    dushman-e-bad-guhar se laḌne kuuñ

    lutf-e-haq hisār behtar hai

    sarnisak yaar judā.ī kuuñ

    maut intizār behtar hai

    na tera ai nigar behtar hai

    ruKH pe lahu ka nikhaar behtar hai

    kya haqiqi o kya majazi hoe

    ishq ka karobar behtar hai

    KHirman-e-aql ke jalane kun

    ishq ka yak sharar behtar hai

    dushman-e-bad-guhar se laDne kun

    lutf-e-haq ka hisar behtar hai

    sarnisak yar ki judai kun

    maut ka intizar behtar hai

    Source:

    Deewan-e-Qurbi (Pg. ebook-103 page-87)

    • Author: Qurbi Velori
      • Edition: 1964
      • Publisher: Mahtab Adni, Andhra Pradesh
      • Year of Publication: 1964
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now