Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na zikr gul ka kahin hai na mahtab ka hai

Sada Ambalvi

na zikr gul ka kahin hai na mahtab ka hai

Sada Ambalvi

MORE BYSada Ambalvi

    na zikr gul kahīñ hai na māhtāb hai

    tamām shahr meñ charchā tire shabāb hai

    sharāb apnī jagah chāñdnī hai apnī jagah

    magar javāb kyā husn-e-be-naqāb hai

    hue haiñ nā-gahāñ bismil sharīk-e-bazm jo sab

    qusūr kuchh hai tirā kuchh tire naqāb hai

    na ne mai chakhī zāhid na jurm-e-ishq kiyā

    to sub.h o shaam tujhe fikr kis azaab hai

    mai-e-tuhūr is vaqt le na naam ai shaiḳh

    ye vaqt-e-shām to angūr sharāb hai

    'sadā' ke paas hai duniyā tajraba vaa.iz

    tumhārī baat meñ bas falsafa kitāb hai

    na zikr gul ka kahin hai na mahtab ka hai

    tamam shahr mein charcha tere shabab ka hai

    sharab apni jagah chandni hai apni jagah

    magar jawab hi kya husn-e-be-naqab ka hai

    hue hain na-gahan bismil sharik-e-bazm jo sab

    qusur kuchh hai tera kuchh tere naqab ka hai

    na tu ne mai chakhi zahid na jurm-e-ishq kiya

    to subh o sham tujhe fikr kis azab ka hai

    mai-e-tuhur ka is waqt le na nam ai shaiKH

    ye waqt-e-sham to angur ki sharab ka hai

    'sada' ke pas hai duniya ka tajraba waiz

    tumhaari baat mein bas falsafa kitab ka hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now