Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na-muradi ka kakahra likh diya

Khursheed Akbar

na-muradi ka kakahra likh diya

Khursheed Akbar

MORE BYKhursheed Akbar

    nā-murādī kakahra likh diyā

    daad akhshar sunahrā likh diyā

    shahr meñ holī huī thī ḳhuun

    kis ne chehre par dasahrā likh diyā

    muTThiyoñ ko chup kiyā bandūq ne

    tez sāñsoñ par bhī pahra likh diyā

    chīḳh dhartī muqaddar ban ga.ī

    āsmāñ vaale ko bahrā likh diyā

    na-muradi ka kakahra likh diya

    dad ka akhshar sunahra likh diya

    shahr mein holi hui thi KHun ki

    kis ne chehre par dasahra likh diya

    muTThiyon ko chup kiya banduq ne

    tez sanson par bhi pahra likh diya

    chiKH dharti ka muqaddar ban gai

    aasman wale ko bahra likh diya

    Source:

    Bihar Mein Jadeed Ghazal (Pg. 86)

      • Publisher: Ataullah Khan Alwi
      • Year of Publication: 1955
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now