Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nako nasihat karo azizan niga hai hamna muhan sun mita

Alimullah

nako nasihat karo azizan niga hai hamna muhan sun mita

Alimullah

MORE BYAlimullah

    nako nasīhat karo azīzāñ nigā hai hamnā muhan suuñ miitā

    tajā huuñ maiñ riit sab jahāñ jidhāñ piyā suuñ priit kiitā

    sanam ulfat meñ dil apas rakhā thā kar chaak chaak juuñ gul

    kaho rafū-gar jahāñ meñ aisā kahāñ jo dil ye chaak siitā

    jahāñ ke sayyād ke shikārāñ tamām mar kar shikār hote

    jo dām-e-ulfat meñ aa girā so muā nahīñ hai huā hai jiitā

    abas hai ye fikr ai azīzāñ lage ho rozoñ tum fikar meñ

    ye zindagānī hai do dinan uḌe hai sar par ajal chītā

    karīm terā ye diid mujh ko sadā huā hai ġhizā ye ruuh

    'alīm' ke ta.iiñ to zindagī se nahīñ hai parvā charan hiitā

    nako nasihat karo azizan niga hai hamna muhan sun mita

    taja hun main rit sab jahan ki jidhan piya sun prit kita

    sanam ki ulfat mein dil apas ka rakha tha kar chaak chaak jun gul

    kaho rafu-gar jahan mein aisa kahan jo dil ka ye chaak sita

    jahan ke sayyaad ke shikaran tamam mar kar shikar hote

    jo dam-e-ulfat mein aa gira so mua nahin hai hua hai jita

    abas hai ye fikr ai azizan lage ho rozon ki tum fikar mein

    ye zindagani hai do dinan ki uDe hai sar par ajal ka chita

    karim tera ye did mujh ko sada hua hai ghiza ye ruh ka

    'alim' ke tain to zindagi se nahin hai parwa charan ka hita

    Source:

    Deewan-e-Alimullah(Gazaliyat-e-Miskeen Shah) (Pg. 10)

    • Author: Alimullah, Miskeen Shah
      • Publisher: Matba Kareemi Press, Mumbai
      • Year of Publication: 1920
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now