Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naqib-e-subh to the hum rahin-e-sham-e-gham nikle

Mohammad Ali Taj

naqib-e-subh to the hum rahin-e-sham-e-gham nikle

Mohammad Ali Taj

MORE BYMohammad Ali Taj

    naqīb-e-sub.h to the ham rahīn-e-shām-e-ġham nikle

    baḌe jhūTe tire va.ade tire qaul-o-qasam nikle

    unheñ dair-o-haram vaale bhī kitnā pyaar karte haiñ

    tirī mahfil se jitne bāġhi-e-dair-o-haram nikle

    jo dekhā to zamīñ bhī duur thī pā-e-tajassus se

    jo samjhā to sitāre bhī mire zer-e-qadam nikle

    naqib-e-subh to the hum rahin-e-sham-e-gham nikle

    baDe jhuTe tere wade tere qaul-o-qasam nikle

    unhen dair-o-haram wale bhi kitna pyar karte hain

    teri mahfil se jitne baghi-e-dair-o-haram nikle

    jo dekha to zamin bhi dur thi pa-e-tajassus se

    jo samjha to sitare bhi mere zer-e-qadam nikle

    Source:

    Kheema-e-Gul (Pg. 54)

    • Author: Mohammad Ali Taj
      • Publisher: Maktaba-e-Afkar, Bhopal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now