Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

narm resham si mulaem kisi maKHmal ki tarah

Aghaz Buldanvi

narm resham si mulaem kisi maKHmal ki tarah

Aghaz Buldanvi

MORE BYAghaz Buldanvi

    narm resham mulā.em kisī maḳhmal tarah

    sard rātoñ meñ tirī yaad hai kambal tarah

    maiñ zamāne se ulajh saktā huuñ us ḳhātir

    jo sajātā hai mujhe aañkh meñ kājal tarah

    koī sāgar kahīñ pyāsā jo nazar aa.e to

    ham baraste haiñ vahīñ TuuT ke bādal tarah

    ḳhūb-sūrat thī ye kashmīr vaadī jaisī

    zindagī tere binā lagtī hai chañmbal tarah

    shahr āb-o-havā ne mire bachche chhīne

    maiñ akelā rahā gaañv ke pīpal tarah

    narm resham si mulaem kisi maKHmal ki tarah

    sard raaton mein teri yaad hai kambal ki tarah

    main zamane se ulajh sakta hun us ki KHatir

    jo sajata hai mujhe aankh mein kajal ki tarah

    koi sagar kahin pyasa jo nazar aae to

    hum baraste hain wahin TuT ke baadal ki tarah

    KHub-surat thi ye kashmir ki wadi jaisi

    zindagi tere bina lagti hai chanmbal ki tarah

    shahr ki aab-o-hawa ne mere bachche chhine

    main akela hi raha ganw ke pipal ki tarah

    Source:

    Mujalla Dastavez (Pg. 668)

    • Author: Aziz Nabeel
      • Edition: 2013-14
      • Publisher: Edarah Dastavez
      • Year of Publication: 2013-14
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now