Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naya purana kuchh bhi nahin

Sunil Aftab

naya purana kuchh bhi nahin

Sunil Aftab

MORE BYSunil Aftab

    nayā purānā kuchh bhī nahīñ

    vaqt ne badla kuchh bhī nahīñ

    dil pe yaqīñ mat kar lenā

    dil bharosa kuchh bhī nahīñ

    soch-samajh kar mujh se mil

    mujh meñ aisā kuchh bhī nahīñ

    sachche motī jaisā

    tere jaisā kuchh bhī nahīñ

    saat samundar dekh liye

    buuñd se gahrā kuchh bhī nahīñ

    kabhī kabhī ye bhī ehsās

    mujh meñ merā kuchh bhī nahīñ

    naya purana kuchh bhi nahin

    waqt ne badla kuchh bhi nahin

    dil pe yaqin mat kar lena

    dil ka bharosa kuchh bhi nahin

    soch-samajh kar mujh se mil

    mujh mein aisa kuchh bhi nahin

    tu sachche moti jaisa

    tere jaisa kuchh bhi nahin

    sat samundar dekh liye

    bund se gahra kuchh bhi nahin

    kabhi kabhi ye bhi ehsas

    mujh mein mera kuchh bhi nahin

    Source :
    • Book : Dhoop Mein Baithne Ke Din Aaye (Pg. 61)
    • Author : Sunil Aftab
    • Publication : Rekhta Publications (2024)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now