Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazar hai phir bhi nazaron mein ji nahin lagta

Madhosh Bilgrami

nazar hai phir bhi nazaron mein ji nahin lagta

Madhosh Bilgrami

MORE BYMadhosh Bilgrami

    nazar hai phir bhī nazāroñ meñ nahīñ lagtā

    udaas dil hai bahāroñ meñ nahīñ lagtā

    makāñ hai baaġh hai mehmāñ haiñ dhuum hai bāhar

    merā mizāj hazāroñ meñ nahīñ lagtā

    na vo fazā hai na vo rang na vo tasvīreñ

    vo kal ke pyāre dayāroñ meñ nahīñ lagtā

    ye rāh-gīroñ ke chehre aziiz lagte haiñ

    'mad.hosh' ab hameñ yāroñ meñ nahīñ lagtā

    nazar hai phir bhi nazaron mein ji nahin lagta

    udas dil hai bahaaron mein ji nahin lagta

    makan hai bagh hai mehman hain dhum hai bahar

    mera mizaj hazaron mein ji nahin lagta

    na wo faza hai na wo rang na wo taswiren

    wo kal ke pyare dayaron mein ji nahin lagta

    ye rah-giron ke chehre aziz lagte hain

    'madhosh' ab hamein yaron mein ji nahin lagta

    Source:

    (Pg. 64)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now