Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nigah nigah mein adaen ada ada mein nigah

Abrar Azmi

nigah nigah mein adaen ada ada mein nigah

Abrar Azmi

MORE BYAbrar Azmi

    nigah nigah meñ adā.eñ adā adā meñ nigāh

    nafas ki rang-e-talātum qafas ki jā-e-panāh

    fareb-e-shoḳhī-e-imkāñ navā-e-shauq lai

    shu.ūr-e-dard tamanna shu.ūr-e-zāt gunāh

    fazā meñ lazzat-e-darmāñ ki nashsha-e-hirmāñ

    darūn-e-parda azā.em fusūn-e-mār-e-siyāh

    ḳhumār-e-zīst sadā.eñ tilism-e-nīm-shabī

    ḳhayāl-e-shāhid-e-rā.anā gunah ki uzr-e-gunāh

    balā-kashān-e-shab-e-ġham umīdvār-e-sahar

    tulū-e-jām faroġh-e-shuā-e-mehr ki maah

    nigah nigah mein adaen ada ada mein nigah

    nafas ki rang-e-talatum qafas ki ja-e-panah

    fareb-e-shoKHi-e-imkan nawa-e-shauq ki lai

    shuur-e-dard tamanna shuur-e-zat gunah

    faza mein lazzat-e-darman ki nashsha-e-hirman

    darun-e-parda azaem fusun-e-mar-e-siyah

    KHumar-e-zist sadaen tilism-e-nim-shabi

    KHayal-e-shahid-e-raana gunah ki uzr-e-gunah

    bala-kashan-e-shab-e-gham umidwar-e-sahar

    tulu-e-jam farogh-e-shua-e-mehr ki mah

    Source:

    Tahreek Jild 24 Shumara 9 December 1976-Svk (Pg. 31)

      • Publisher: Gopal Mittal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now