Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paDa hai panw mein ab silsila mohabbat ka

Wajid Ali Shah Akhtar

paDa hai panw mein ab silsila mohabbat ka

Wajid Ali Shah Akhtar

MORE BYWajid Ali Shah Akhtar

    paḌā hai paañv meñ ab silsila mohabbat

    burā hamārā huā ho bhalā mohabbat

    jamāl-e-sāf muusā ko taab kab aa.ī

    jo dekhiye to hai tālib ḳhudā mohabbat

    har ek dar pe hai gardish meñ merā kāsa-e-chashm

    vo shāh-e-husn huā ye gadā mohabbat

    na sīm-o-zar hai hājat na kuchh hukūmat

    ugaal de ke diyā ḳhūñ-bahā mohabbat

    kidhar se jaatā thā 'aḳhtar' ye kyā huā afsos

    ḳhudā bachā.e huā sāmnā mohabbat

    paDa hai panw mein ab silsila mohabbat ka

    bura hamara hua ho bhala mohabbat ka

    jamal-e-saf ki musa ko tab kab aai

    jo dekhiye to hai talib KHuda mohabbat ka

    har ek dar pe hai gardish mein mera kasa-e-chashm

    wo shah-e-husn hua ye gada mohabbat ka

    na sim-o-zar ki hai hajat na kuchh hukumat ki

    ugal de ke diya KHun-baha mohabbat ka

    kidhar se jata tha 'aKHtar' ye kya hua afsos

    KHuda bachae hua samna mohabbat ka

    Source:

    Intikhab-e-wajid ali shah akhtar (Pg. B-77 E-78)

    • Author: Wajid Ali Shah Akhtar
      • Edition: 1984
      • Publisher: Uttar Pradesh Urdu Academy, Lucknow
      • Year of Publication: 1984
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now