Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahle kulfat uThai daftar ki

Abu Leveeza Ali

pahle kulfat uThai daftar ki

Abu Leveeza Ali

MORE BYAbu Leveeza Ali

    pahle kulfat uThā.ī daftar

    phir uThe ḳhaak chhānī dar-dar

    tum ko DhūñDā na dil ke ḳhānoñ meñ

    ham ne kunDī bajā.ī har ghar

    ham to sahrā-navard haiñ bhaa.ī

    baat kar yuuñ na ham se ghar

    dard se phaT rahā ho jin sar

    un ko hājat nahīñ hai patthar

    terī yādoñ se siina chiir liyā

    aur bātoñ ne ḳhanjar

    dard ko dil de diyā rasta

    aur phir ham ne ḳhabar sar

    maare maare phire tirī ḳhātir

    sahrā-sūrat banā hai ghar

    ham ko ik laash to girānī hai

    kaun silvaT sameTe bistar

    pahle kulfat uThai daftar ki

    phir uThe KHak chhani dar-dar ki

    tum ko DhunDa na dil ke KHanon mein

    hum ne kunDi bajai har ghar ki

    hum to sahra-naward hain bhai

    baat kar yun na hum se tu ghar ki

    dard se phaT raha ho jin ka sar

    un ko hajat nahin hai patthar ki

    teri yaadon se sina chir liya

    aur baaton ne ja li KHanjar ki

    dard ko dil ka de diya rasta

    aur phir hum ne li KHabar sar ki

    mare mare phire teri KHatir

    sahra-surat bana li hai ghar ki

    hum ko ek lash to girani hai

    kaun silwaT sameTe bistar ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now