Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phir wo barsat dhyan mein aai

Sarvat Husain

phir wo barsat dhyan mein aai

Sarvat Husain

MORE BYSarvat Husain

    phir vo barsāt dhyān meñ aa.ī

    tab kahīñ jaan jaan meñ aa.ī

    phuul paanī meñ gir paḌe saare

    achchhī jumbish chaTān meñ aa.ī

    raushnī atā-patā lene

    shab-e-tīra jahān meñ aa.ī

    raqs-e-sayyārgāñ manzil bhī

    safar-e-ḳhāk-dān meñ aa.ī

    phir wo barsat dhyan mein aai

    tab kahin jaan jaan mein aai

    phul pani mein gir paDe sare

    achchhi jumbish chaTan mein aai

    raushni ka ata-pata lene

    shab-e-tira jahan mein aai

    raqs-e-sayyargan ki manzil bhi

    safar-e-KHak-dan mein aai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    phir wo barsat dhyan mein aai Nomaan Shauque

    Source :
    • Book : Mitti Ki Sundarta Dekho (Pg. 86)
    • Author : Sarvat Husain
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now