Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phul girte hi ye sab rang utar jaega

Khaleequzzaman Nusrat

phul girte hi ye sab rang utar jaega

Khaleequzzaman Nusrat

MORE BYKhaleequzzaman Nusrat

    phuul girte ye sab rañg utar jā.egā

    dhuul zad meñ jo aaya vo bikhar jā.egā

    maiñ huuñ parda tire ghar na haTā mujh ko

    maiñ haTā to tirā har raaz bikhar jā.egā

    aag andar kahāñ murda vo hone degā

    bujhte sho.aloñ ko havā de ke guzar jā.egā

    apne armānoñ ko show-case meñ rakhte kyuuñ ho

    jo bhī aa.egā vo dekhegā guzar jā.egā

    log us but ko ḳhudā kahne lageñge 'nusrat'

    kahīñ saa.e ḳhātir jo udhar jā.egā

    phul girte hi ye sab rang utar jaega

    dhul ki zad mein jo aaya wo bikhar jaega

    main hun parda tere ghar ka na haTa tu mujh ko

    main haTa to tera har raaz bikhar jaega

    aag andar ki kahan murda wo hone dega

    bujhte shoalon ko hawa de ke guzar jaega

    apne armanon ko show-case mein rakhte kyun ho

    jo bhi aaega wo dekhega guzar jaega

    log us but ko KHuda kahne lagenge 'nusrat'

    tu kahin sae ki KHatir jo udhar jaega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now