Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phul khilte hi kaTa shaKH se aur mol bika

Mohan Singh Deewana

phul khilte hi kaTa shaKH se aur mol bika

Mohan Singh Deewana

MORE BYMohan Singh Deewana

    phuul khilte kaTā shāḳh se aur mol bikā

    lutf-e-hastī hai kalī ko gul-e-tar hone tak

    safar-e-zīst āḳhir hai ġharaz ġhāyat kyā

    raaz khultā nahīñ anjām-e-safar hone tak

    hai āġhosh meñ us tujhe ehsās nahīñ

    bebasī hai terī murshid nazar hone tak

    ḳhudā kar na mujhe kaif-e-duā se mahrūm

    ki duā.eñ haiñ duāoñ asar hone tak

    par-e-parvāz nikal aa.e jūñhī nīche girā

    aadam afsurda rahā ḳhuld-badar hone tak

    jaag uThe to kahāñ ālam-e-nairañg-e-ḳhayāl

    tābish-e-mahfil-e-anjum hai sahar hone tak

    phul khilte hi kaTa shaKH se aur mol bika

    lutf-e-hasti hai kali ko gul-e-tar hone tak

    safar-e-zist ki aaKHir hai gharaz ghayat kya

    raaz khulta nahin anjam-e-safar hone tak

    tu hai aaghosh mein us ki tujhe ehsas nahin

    bebasi hai teri murshid ki nazar hone tak

    ya KHuda kar na mujhe kaif-e-dua se mahrum

    ki duaen hain duaon ka asar hone tak

    par-e-parwaz nikal aae junhi niche gira

    aadam afsurda raha KHuld-badar hone tak

    jag uThe to kahan aalam-e-nairang-e-KHayal

    tabish-e-mahfil-e-anjum hai sahar hone tak

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now