Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pyar ke aaghosh mein hum ko Thaharna hi nahin

Monika Sharma Sarthi

pyar ke aaghosh mein hum ko Thaharna hi nahin

Monika Sharma Sarthi

MORE BYMonika Sharma Sarthi

    pyaar ke āġhosh meñ ham ko Thaharnā nahīñ

    aarzū us galī se ab guzarnā nahīñ

    chīḳheñ merī sun ke bhī jab shab ne nazreñ pher liiñ

    ḳhauf kam us tīrgī ab to karnā nahīñ

    ye safar mushkil sahī par ham to chalte jā.eñge

    de koī āvāz lekin ab Thaharnā nahīñ

    ye ġhazab raunaqeñ kis kaam apne liye

    sulh ab ḳhushiyoñ se hargiz ham ko karnā nahīñ

    aab jab is zindagī ho gayā be-kār to

    Duub kar dobāra is meñ ab nikharnā nahīñ

    tum the shāmil thī udāsī bhī janāze par mire

    ho chuke ruḳhsat hameñ ab tum pe marnā nahīñ

    pyar ke aaghosh mein hum ko Thaharna hi nahin

    aarzu ki us gali se ab guzarna hi nahin

    chiKHen meri sun ke bhi jab shab ne nazren pher lin

    KHauf kam us tirgi ka ab to karna hi nahin

    ye safar mushkil sahi par hum to chalte jaenge

    de koi aawaz lekin ab Thaharna hi nahin

    ye ghazab ki raunaqen kis kaam ki apne liye

    sulh ab KHushiyon se hargiz hum ko karna hi nahin

    aab jab is zindagi ka ho gaya be-kar to

    Dub kar dobara is mein ab nikharna hi nahin

    tum the shamil thi udasi bhi janaze par mere

    ho chuke ruKHsat hamein ab tum pe marna hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now