Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pyar ke bandhan rishte dekho

Wajid Sahri

pyar ke bandhan rishte dekho

Wajid Sahri

MORE BYWajid Sahri

    pyaar ke bandhan rishte dekho

    haath meñ kachche dhāge dekho

    dekhnā hai ġham merā agar

    un ko mujh par hañste dekho

    uñgliyāñ chhūte jal jaa.eñ

    phuul ke andar sho.ale dekho

    hotī hai kaise rusvā.ī

    un galī meñ ke dekho

    chalegī tere jism naav

    dariyā ko sāhil se dekho

    ab kyuuñ ġharq hai ashkoñ meñ

    kis ne kahā thā sapne dekho

    rahnā hai duniyā meñ agar

    'vājid'-miyāñ tamāshe dekho

    pyar ke bandhan rishte dekho

    hath mein kachche dhage dekho

    dekhna hai gham mera agar

    un ko mujh par hanste dekho

    ungliyan chhute hi jal jaen

    phul ke andar shoale dekho

    hoti hai kaise ruswai

    un ki gali mein ja ke dekho

    chalegi tere jism ki naw

    dariya ko sahil se dekho

    ab kyun gharq hai ashkon mein

    kis ne kaha tha sapne dekho

    rahna hai duniya mein agar

    'wajid'-miyan tamashe dekho

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 526)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now