Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pyas ke bedar hone ka koi rasta na tha

Iqbal Ashhar

pyas ke bedar hone ka koi rasta na tha

Iqbal Ashhar

MORE BYIqbal Ashhar

    pyaas ke bedār hone koī rasta na thā

    is taraf bādal nahīñ the us taraf dariyā na thā

    raat tārīkiyāñ pahchān letī thiiñ use

    ruuh āvāz thā vo jism saaya na thā

    terī yādeñ to charāġhoñ qatāreñ ban ga.iiñ

    pahle bhī ghar meñ ujālā thā magar aisā na thā

    chand qatroñ ke liye dariyā ko kyuuñ taklīf

    merī jānib dekh lete maiñ koī sahrā na thā

    raat aa.ī to charāġhoñ baḌī ta.azīm thī

    aur jab guzrī to koī pūchhne vaalā na thā

    pyas ke bedar hone ka koi rasta na tha

    is taraf baadal nahin the us taraf dariya na tha

    raat ki tarikiyan pahchan leti thin use

    ruh ki aawaz tha wo jism ka saya na tha

    teri yaaden to charaghon ki qataren ban gain

    pahle bhi ghar mein ujala tha magar aisa na tha

    chand qatron ke liye dariya ko kyun taklif di

    meri jaanib dekh lete main koi sahra na tha

    raat aai to charaghon ki baDi tazim thi

    aur jab guzri to koi puchhne wala na tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now