Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qadr ki raat baDi pyari hai

Sher Afzal Jafri

qadr ki raat baDi pyari hai

Sher Afzal Jafri

MORE BYSher Afzal Jafri

    qadr raat baḌī pyārī hai

    din isī rain darbārī hai

    mirī āvāz pe murkī murkī

    lahn-e-dā.ūd sardārī hai

    rang lā.egī ye ik din āḳhir

    mirī fariyād bhī pichkārī hai

    us babar-mard allāh re qazā

    jis pe allāh ne razā vaarī hai

    tuur bijlī javāñ-sāl kaḌak

    nuur reshmīñ kilkārī hai

    daaġh kahte haiñ jise kamle kavī

    vo to īmān chingārī hai

    qadr ki raat baDi pyari hai

    din isi rain ka darbari hai

    meri aawaz pe murki murki

    lahn-e-daud ki sardari hai

    rang laegi ye ek din aaKHir

    meri fariyaad bhi pichkari hai

    us babar-mard ki allah re qaza

    jis pe allah ne raza wari hai

    tur bijli ki jawan-sal kaDak

    nur ki reshmin kilkari hai

    dagh kahte hain jise kamle kawi

    wo to iman ki chingari hai

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 247)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now